Thursday, 25 June 2015

Aaj khuda ne fir pucha

Aaj khuda ne fir pucha,
tera hasta chehra udaas kyo he,
teri Aankho me pyas kyo he,
jiske pass tere liye vakht nahi he,
wahi tere liye khas kyo he...