Saturday, 30 July 2016

Jahan yaad na aaye teri

Jahan yaad na aaye teri,
woh tanhaai kis kaam ki
bigde rishte na bane,
to khudaai kis naam ki
beshak apni manzil tak jana hai hamein,
lekin jahaan se apne na dikhein,
woh oonchaai kis kaam ki.

सुनो ना….हम पर मोहब्बत

सुनो ना….हम पर मोहब्बत नही आती तुम्हें, 
रहम तो आता होगा?

Smile, even if it's a sad smile

Smile, even if it's a sad smile, because sadder than a sad 
smile is the sadness of not knowing how to smile.

Thursday, 21 July 2016

Khafa Bhi Rehte Hain Aur Wafa Bhi Karte Hain

Khafa Bhi Rehte Hain Aur Wafa Bhi Karte Hain,

Iss Tarah Woh Apne Pyaar Ko Bayaan Bhi Karte Hain,

Jaane Kaisi Naraajgi Hai Unko Humse,

Pana Bhi Nahin Chahte Aur Khone Se Bhi Darte Hain.

Meri Rooh Mein Na Samati To Bhool Jata Tumhe

Meri Rooh Mein Na Samati To Bhool Jata Tumhe,

Tum Itna Paas Na Aati To Bhool Jata Tumhe,

Yeh Kehte Hue Mera Talluq Nahi Tumse Koi,

Aankhon Mein Aansu Na Aate To Bhool Jata Tumhe

Dil Ki Dehlij Par Dastak Ab Na De

Dil Ki Dehlij Par Dastak Ab Na De,

Koi Naya Zakhm Naya Fareb Ab Na De,

Bawafa The To Kyon Gaye The Ruth Ke,

Tu Bewafa Hai Wafa Ka Bharam Ab Na De.

If you’re sad about being alone

If you’re sad about being alone on Valentines Day, just remember that nobody loves you on any other day of the year either.

No one knows what it’s like

No one knows what it’s like to be the bad man, to be the sad man, behind blue eyes

Love that gives us our

Love that gives us our pet is unique, I feel very sad because my dog died. In the house it

Tere dil me meri sanso ko

Tere dil me meri sanso ko panaah mil jaaye …. Tere isaq me meri jaan fanna ho jaye….

तू मोहब्बत है मेरी इसीलिए


तू मोहब्बत है मेरी इसीलिए दूर है मुझसे…
अगर जिद होती तो शाम तक बाहों में होती ।

मौत से कहना की हम से

मौत से कहना की हम से नाराजगी खत्म कर ले…वो लोग ही बदल गए….जिन के लिए हम जिया करते थे..

Waqt atcha ho to aapki

Waqt atcha ho to aapki galti bhi mazak lgti hai Or waqt khrab ho to mazak bhi galti ban jati hain.

I hate being

I hate being broken. I hate that I cannot go back.

Tuesday, 19 July 2016

Taro Ki Bhid Se Dund Laya Hu

Taro Ki Bhid Se Dund Laya Hu
Tumhe Apni Pyari Si Chahat Me
Chhupa Lu Tumhe Jee Krta He
Tumhe Bus Dekhta Rahu Umr Bhar
Aur Apni Dulhan Bana Lu Tumhe.

Tanhaiyo Me Aksar Waqt Barbad Kiya

Tanhaiyo Me Aksar Waqt Barbad Kiya
Karte Hain, Hum Bhi Har Pal Aapko
Yaad Kiya Karte Hain, Hum Nahi Jante
Gharwale Batate Hain Hum To Nindo
Me Bhi Aapka Naam Liya Krte Hain.

Ek Sath Tera Pane Ko Hum Dua Mangte He

Ek Sath Tera Pane Ko Hum Dua Mangte He
Ek Tujhse Mulaqat Ka Hum Spana Sajate He
Jane Kitni Chahat He Tujhse Jane Ja
Ye Khud Ko Samajakar Bhi Nahi Samajah Pate He..

Jaam peeney se kya faayda


Jaam peeney se kya faayda,
Shaam me pee subha utar jaayegi,
Arey peeni hai to do boond mohbbat k pee,
Saari zindagi nashe me hi guzar jaayegi!

Jab dhoka mila pyaar me


Jab dhoka mila pyaar me,
Zindagi me udasi si chhaa gayi,
Socha chhod dete hai is raah ko,
Tabhi kambhakht mohalley me dusri aa gayi…!!!

Ishq ki raah me wo kya kamaal karti hain


Ishq ki raah me wo kya kamaal karti hain,
wah… wah…..
Ishq ki raah me wo kya kamaal karti hain,
Likh ke “I Love You” send to all karti hain…..!!!