Shayari World
All type shayari
Tuesday, 13 September 2016
Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi
Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi,
Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi,
Woh Jo Har Waqt Khayaalon Me Basi Rehti He,
Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Me Kho Jaati Hogi…
Gulab to toot kar bikhar jaata hai
Gulab to toot kar bikhar jaata hai,
Par khusbu hawa me barkarar rehti hai,
Jaane wale to chod ke chale jaate hain,
Par ehsaas to dilon me barkarar rehte hain…
Tanhaayi ka lamba safar katt-ta hi nahi
Tanhaayi ka lamba safar katt-ta hi nahi
Aapke bina koi accha lagta hi nahi.
Koi nahi jo pooch ley iss dard-e-dil ka haal
Aapke binn ye DIL kahi lagta hi nahi…
Naam ki kya baat kartey hoo
Naam ki kya baat kartey hoo,
Log chehrey tak bhul jaate hain,
Tum Samundar ki baat karte hoo,
Dubne waale to Aankhon mein bhi doob jaate hain…
Dil ke aaine mein kisi ko chupaa liya
Dil ke aaine mein kisi ko chupaa liya
aur dard ko apne inn aankhon mein sama liya
aaina to toot gaya magar
hamne aks ko uske apna saaya bana liya…
क्यू नही महसूस होती उसे मेरी तकलीफ
क्यू नही महसूस होती उसे मेरी तकलीफ..
जो कहता था "बहोत अच्छे से जनता हूँ तुझे"...
Wednesday, 7 September 2016
Lamhe judai ke bekarar karte hain
“Lamhe judai ke bekarar karte hain
Halaat mere mujhe lachaar karte hain,
Aankhe meri padh lein wo kabhi
Hum khud kaise kahe ki unko kitna pyar karte hain”
Apne dil ki baat unse keh nahi sakte
Apne dil ki baat unse keh nahi sakte
Bin kahe bhi ji nahi sakte
A khuda aisi taqdeer bana ki vo khud aakar kahe
Hum aapke bina rah nahi sakte…
Tumhara dukh hum seh nahi sakte
Tumhara dukh hum seh nahi sakte,
Bhari mehfil mein kuch keh nahi sakte,
Hamare girte hue aansuo ko pad kar dekho,
Woh bhi kehte hai ke hum aapke bin reh nahi sakte…
Teri Awaz Tere Roop Ki Pahchan Hai
Teri Awaz Tere Roop Ki Pahchan Hai
Tere Dil Ki Dhadkan Me Dil Ki Jaan Hai
Na Sunu Jis Din Teri Bate
Lagta Hai Us Roz Ye Jism Hi Bejaan Hai…
Akela Sa Mehsus Karo Jab Tanhai Mein
Akela Sa Mehsus Karo Jab Tanhai Mein,
Yaad Meri Aaye Jab Judai Mein,
Mehsus Karna Tumhare Hi Paas Hoon Main,
Jab Chahe Mujhe Dekh Lena Apni Parchai Mein…
Meri Har Khata Pe Naraz Na Hona
Meri Har Khata Pe Naraz Na Hona,
Apni Pyari Si Muskan Ko Kabhi Na Khona,
Sukun Milta Hai Apki Hasi Dekhkar
Mujhe Maut Bhi Aajaye Tab Bhi Mat Rona…
Ishq Aisa Karo Ki Dharkan Mein Bas Jaye
Ishq Aisa Karo Ki Dharkan Mein Bas Jaye,
Saans Bhi Lo To Khushboo Usi Ki Aye,
Pyaar Ka Nasha Aankhon Pe Cha Jaye,
Baat Kuch Bhi Na Ho Par Naam Usi Ka Aye…
Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai
Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai,
Kaun si khushbu mujme basa gayi ho tum,
Zindgi hai kya teri chehat ke siva,
Yeh keisa khawb aankho ko dikha gayi ho tum.
Tu Chand Aur Main Sitara Hota
Tu Chand Aur Main Sitara Hota,
Aasmaan Mein Ek Aashiyana Humara Hota,
Log Tumhe Door Se Dekhte,
Nazdeeq Se Dekhne Ka Haq Bas Humara Hota..
Thursday, 1 September 2016
Jaati Nai Aankhon Se Surat Teri
Jaati Nai Aankhon Se Surat Teri…..
Na Jaati Hai Dil Se Mohabbat Teri
Tere Jaane Ke Baad Hota Hai Mehsoos Yu
Humein Aur Bhi Jyada Hai Zaroorat Teri…
Tanhaion me unko hi yaad karte hain,
Tanhaion me unko hi yaad karte hain,
Wo salamt rahe yahi fariyad karte hai,
Ham unke hi mohabbt ka intzar karte hai,
Unko kya pata hum unse kitna pyaar karte hai…
Yuhi aankhon se ansu bahte nahi
Yuhi aankhon se ansu bahte nahi,
Kisi aur ko hum apna kahte nahi,
Ek tum hi ho jo ruk se gaye ho zindagi mein,
Varna rukne ke liye hum kisi ko kahte nahi…
Chand ki judai me aasma bhi tadap gaya
Chand ki judai me aasma bhi tadap gaya.
Uski ek zhalak pane ko har sitara taras gaya
Badal ke Dard ko kya kahoo
Chand ki yaad me vo haste haste baras gaya…
Fiza Mein Mehakti Shaam Ho Tum
Fiza Mein Mehakti Shaam Ho Tum
Pyaar Mein Jhalakta Jaam Ho Tum
Sine Mein Chupaye Phirte Hain Hum Yaadein Tumhari
Isliye Meri Zindagi Ka Dusra Naam Ho Tum….
Tumhara dukh hum seh nahi sakte
Tumhara dukh hum seh nahi sakte,
Bhari mehfil mein kuch keh nahi sakte,
Hamare girte hue aansuo ko pad kar dekho,
Woh bhi kehte hai ke hum aapke bin reh nahi sakte…
Newer Posts
Older Posts
Home