Sunday, 24 April 2016

Na Jane Ye Najre Kyu Udas Rehti Hai

Na Jane Ye Najre Kyu Udas Rehti
Hai,
Na Jane Ise Kiski Talash
Rehti Hai,
Ye Jankar Bhi Ki Wo Kismat Me Nahi Hai,
Fir
Bhi kyu Unhe Pane Ki Aas Rehti Hai.

Zindagi Ka Har Zakham Uski Meharbani Hai

Zindagi Ka Har Zakham Uski Meharbani Hai;
Meri Zindagi To Ek Adhuri Kahani Hai;
Chahte To Mita Dete Har Dard Ko;
Magar Yeh Dard Hi To Uski Aakhri Nishani Hai!

Kitne Masoom Hote Hai Yeh Ankhon

Kitne
Masoom Hote Hai Yeh Ankhon Ke
Ansun bhi...!!

Yeh
Nikalte bhi Un Ke Liye Hain Jinhe
inki Parwah tak nhi hoti..!

Na wo aa sake, na hum kabhi ja sake

Na wo aa sake, na hum kabhi ja sake,
Na dard dil ka kisi ko suna sake,
Bus khamosh baithe hain unki yaado me,
Na usne yaad kiya na hum use bhula sake

तन्हाई सौ गुना

तन्हाई सौ गुना
बेहतर है ....

झूठे वादों से .....

झूठे लोगों से .

खो गयी हूँ..इन रास्तो में कही

खो गयी हूँ..इन रास्तो में कही
जहाँ से वापसी भी मुमकिन नही
ना कोई चेहरा अपना सा लगता है
ना कोई रास्ता पहचाना सा

Aaj Bhi Unki Nazro Me Raaz Wahi

Aaj Bhi Unki Nazro Me Raaz Wahi
Tha, Chehra Wahi Chehre Ka
Naqab Wahi Tha, Kaise Unko
Bewafa Kah De Yaaro, Aaj Bhi
Unke Dekhne Ka Andaaz Wahi Tha

Pyar Wafa Sab Kuch Mita Diya

Pyar Wafa Sab Kuch Mita Diya
Hota, Uska Nam Tak
Bhula Diya Hota,
Agar Tasvir Uski Dil Me
Na Hoti, To Ksam Se A Dosto
Khud Ko Bhi Jala Diya Hota

Pagal woh nahi jo pyarr karte hai

Pagal woh nahi jo pyarr karte hai...
pagal woh nahi jo pyarr karte hai...
pagal to woh hote hai jo uska izhaar nahi karte...
humne bhi kari yahi galti aur phir dosh bhagwaan ko dete hai...

Thursday, 14 April 2016

Jab se juda huve hai unse hum

Jab se juda huve hai unse hum,
Dil ne hamare dhadkana chod diya,
Deewane kuch A se the unke pyar mein ki
Unke jane ke bad hotho ne muskurana chod diya hai..

Tere chale jane ke bad dard mein doob gaye hum

Tere chale jane ke bad dard mein doob gaye hum,
Tanha ho gaye or khud se ruth gaye hum,
Haal kuch aisaa ho gaya Judai mein
Ki andar hi andar toot gaye hum.

Unki Chahat ko hum chahate rahe

Unki Chahat ko hum chahate rahe,
Unki khushi se dil lagate rahe,
Kari unki berukhi se bhi mohabbat
Or wo kambakkht hume azmaate rahe..

Tere laut aane ki fariyad karte hai hum

Tere laut aane ki fariyad karte hai hum,
Andhero mein tanhaiyo se teri baat karte hai hum,
Tum bhool gaye hume ye sahi
Par her ghadi her lamha tujh yad karte hai hum..

Teri yaado ke bina zindgi Adhuri he

Teri yaado ke bina zindgi Adhuri he
Tu mil jaye to har tamamna puri he
Tere sath judi he Aab meri har khushi
Sab ke sath hasna to bus majburi he....

फिर उसने मुस्कुरा के देखा मेरी तरफ

फिर उसने मुस्कुरा के देखा मेरी तरफ
फिर जरा सी बात पर जीना पड़ा मुझे

Monday, 11 April 2016

दिल में बस जाती हैं

दिल में बस जाती हैं तेरी हर मीठी मुलाक़ातें, कभी यादों में तो कभी ख़्वाबों में.

काश उस पल मै

काश उस पल मै वो लम्हा वही थम जाये जब उनकी मोहोब्बत का पैगाम ईस दिल तक आये

इक झलक जो मुझे आज तेरी मिल गयी मुझे

इक झलक जो मुझे आज तेरी मिल गयी मुझे फिर से आज जीने की वजह मिल गयी

काश हर पल उनको यह ख़्याल आता रहे

काश हर पल उनको यह ख़्याल आता रहे कोई उनका हर पल इन्तज़ार करता है