Thursday, 14 April 2016

Tere laut aane ki fariyad karte hai hum

Tere laut aane ki fariyad karte hai hum,
Andhero mein tanhaiyo se teri baat karte hai hum,
Tum bhool gaye hume ye sahi
Par her ghadi her lamha tujh yad karte hai hum..