Tuesday, 30 June 2015

Mohbbat me karne laga hu

Mohbbat me karne laga hu
ulajano me jine laga hu
deewana to me tha nahi lekin
tera deewana banne laga hu....

Dard iss bat ka nahi ke wo hame chod kar chali gai

Dard  iss bat ka nahi ke wo hame chod kar chali gai.
lekin gam iss bat ka he ke wo alavida alavida kehke ro padi...

Monday, 29 June 2015

Jo mai ruth jao

Jo mai ruth jao, to tum mujhe mana lena,
kuch kehna nahi bas sine se laga lena..

Hum Sharabi Ache Duniya bhar ke Logo

Hum Sharabi Ache Duniya bhar ke Logo
Se…!!!
Peeke
Hum Glass Todte Hain Kisi Ka Dil Nahi …

Hath pakad le abhi bhi tera ho sakta hu

Hath pakad le abhi bhi tera ho sakta hu,
warna bheed bahut hai kho bhi sakta hu...

Mat pucho kese guzarta hai

Mat pucho kese guzarta hai samay thumare bina,
kabhi dekhne ki hasrat, kabhi bat karne ki tammana..

Sirf itna chahta hu tujh se

Sirf itna chahta hu tujh se,
mujhe dimag se nahi, dil se pyar kar .

Pyar ki Anokhi murat ho tum

Pyar ki Anokhi murat ho tum
zindagi ki ek zarurat ho tum
phool to khoobsurat hote hi hai
par phoolo se bhi khoobsurat ho tum...
 

Apne siva batao kabhi mila bhi he tumhe

Apne siva batao kabhi mila bhi he tumhe
hazar var li he tumne mere dil ki talashiya...
 

Sunday, 28 June 2015

Dil se tera khayal na jaye to kya karu

Dil se tera khayal na jaye to kya karu
tuhi bata tu yaad Aaye to kya karu
hasrat ek nazar dekhlu tuje 
lekin kismat wo lamha na laye to kya karu...
 

Dil ke Aangan se chand ka didar ho gaya

Dil ke Aangan se chand ka didar ho gaya
dekhte dekhte chand badalo me kho gaya
mene badal hatne ka intzaar kiya
tab tak chand kisi or ka ho gaya.
 

Aarzoo nahi tumhe pane ki

Aarzoo nahi tumhe pane ki or khona bhi nahi chahta
tamnna he bus tuje dekhne ki or chuna bhi nahi chahta...


Dil ne Aaj fir tere didar ki

Dil ne Aaj fir tere didar ki khvaish rakhi he
Agar furast mile to khvabo me Aa jana..

बात मोहब्बत की थी

बात मोहब्बत की थी, तभी तो लूटा दी जिंदगी तुझ पे......!
जिस्म से प्यार होता तो....तुझ से भी हसीन चेहरे बिकते है,बाजार में

Na jane kyu har shaam udaas si ho gayi hai

Na jane kyu har shaam udaas si ho gayi hai
bahar me bhi meri zindagi veeran si ho gayi hai
jis pal se maine jeene ki khawahish chhod di hai
Us pal se maut bhi mujse naraz si ho gayi hai.
 

Saturday, 27 June 2015

A chand duaa he tujse na chamka itni chandani

A chand duaa he tujse na chamka itni chandani,
teri chandani muje bada satati he,
tere jesaa tha mere mehboob ka chehra,
tuje dekh wo muje yaad Aati he...
 

A sa kya kehti mein

A sa kya kehti mein
ki tujko tasalli ho jati...
kya itna kehna kafi nahi
ki meri zindagi ho

"TUM"
miss u...

Kho kar pane ka maza hi kuch or he

Kho kar pane ka maza hi kuch or he
Ro kar muskurane ka maza hi kuch or he
har to zindagi ka hissa he mere dost
harne ke baad jitne ka maza hi kuch or he..


Kahi kahi se har chehra


Tumhein BARISH pasand he muje barish me TUM


Tumhein BARISH pasand he muje barish me TUM
tumhein hasna pasand he muje hastey huye TUM
tumhein hum se baat karna pasand he
muje boltey huye TUM
tumhein sab kuchh pasand he OR muje bas TUM.

Unhe chahna hamari kamjori he


Unhe chahna hamari kamjori he
unse ke nahi pana hamari majburi he
wo kyu nahi samjati meri khamoshi ko
kya pyar ka E zahar karna zazuri he...


सिर्फ तेरे इश्क की गुलामी


सिर्फ तेरे इश्क की गुलामी में हु आज भी ,
वरना ये दिल एक अरसे तक नवाब रहा हे !

महसूस जब हुआ कि सारा शहर

महसूस जब हुआ कि सारा शहर,
मुझसे जलने लगा है,
तब समझ आ गया कि अपना नाम भी,
चलने लगा है”….

दुनियादारी की चादर ओढ़ी है

दुनियादारी की चादर ओढ़ी है।
पर जिस दिन दिमाग सटका ना,
इतिहास तो इतिहास।
भूगोल भी बदल देंगे।

उस दिन भि काहा था

उस दिन भि काहा था
और आज फिर सुन ले
सिरफ उमर ही छोटी है.
लेकिन सलाम तो
सारी दुनिया ठोकती है....

दिल में नफरत हो तो चेहरे पर भी ले आता हूँ

दिल में नफरत हो तो चेहरे पर भी ले आता हूँ,
बस इसी बात से दुश्मन मुझे पहचान गये ।।

मुझे हाथ की रेखाओं पर इसीलिए

मुझे हाथ की रेखाओं पर इसीलिए,
विश्वास नहीं है…;
कैद ये मेरी मुठ्ठी में है,
क्या खोलेगी किस्मत मेरी…

दूर हो जाने की तलब है

दूर हो जाने की तलब है तो शौक से जा
बस याद रहे की मुड़कर देखने की आदत इधर भी नही...

Thursday, 25 June 2015

Aaj khuda ne fir pucha

Aaj khuda ne fir pucha,
tera hasta chehra udaas kyo he,
teri Aankho me pyas kyo he,
jiske pass tere liye vakht nahi he,
wahi tere liye khas kyo he...

kashmir na koi de sakta

Aarz kiya he ke kashmir na koi de sakta na koi le sakta he
kashmir me 3 din aur 2 raat ka honeymoon package mil sakta he..

I will never let you fall

I will never let you fall
I am stand up with you forever
I am be there for you through it all
Even if saving you sends me to heaven.

Tere pyar main kitna intzar kiya

Tere pyar main kitna intzar kiya,
aur uss intzar me
naa jane kitno se pyar kiya.

Teri Aankho ke jadoo

Teri Aankho ke jadoo se tu khud nahi he vakif,
ye usse bhi jina sikha deta he jise marne ka shokh ho.!!

Hamari adhuri kahani

Jannatein agar yahin
Tu dikhe kyon nahin
Chaand suraj sabhi hai yahaan
Intezar tera sadiyon se kar raha
Pyaasi baithi hai kab se yahaan...

 Hamari adhuri kahani
Hamari adhuri kahani

Khuda na kare ki Aap udaas ho

Khuda na kare ki Aap udaas ho,
bus khushiya hi Aapke Aas pass ho,
khuda Aap ko wo sab kuch de de jise pane ki
apke dil me bachpan se Aas ho..

Kistne harso se usse


Kitne harso se usse dekha nahi he ye meri nazro ke liye Achha nahi he...

એની આં ખ મા મા રૂ સ પ નું ર મે

એની  આં ખ  મા  મા રૂ  સ પ નું   ર મે
મા રી  આં ખ મા  એનુ  મુ ખ ડુ  ર મે 
એ   મ ને  કહે  છે  હા રી  જા ય  મા રા  પ્રેમ  મા 
પણ  એ ને  ક્યા  ખબર છે  કે  હાર્યો  જુગારી  બમણું  રમે

Woh chali gayi mujhe tanha chhod kar

Woh chali gayi mujhe tanha chhod kar.
Raahon Main Nishaa Apna Chhod Kar.
Maine un Raahon Pe Zindagi Gujaar Di..
Woh Laut Kar Aayenge Ye Sochkar..
Hum Kehte Rahe Ki Dil Sheeshe Ka Hai.
Woh Chali Gayi Pathron Se Todkar......

लोग कहते है की इतनी दोस्ती मत करो

लोग कहते है की इतनी दोस्ती मत करो की दोस्त दिल पर सवार हो जाए~~~हम  kehte है दोस्ती इतनी करो की दुश्मन को भी तुमसे प्यार हो जाए...

बचपन से लेकर आज तक

बचपन  से लेकर आज तक सिफॅ अच्छे काम हि कियो बस गलती से इश्क हो गया

देख पगली मुझे चाहेगी

देख पगली मुझे चाहेगी तो प्यार पायेगी किसी और का लाइन देगी तो भाड मे जायागी

डरते तो हम

डरते तो हम किसी के बाप से भी नही बस & ReSPeCT_ नाम की चीज बीच मे आ जाती है

मेरे प्यार को

मेरे प्यार को तु कया समझेगी छोरी हम तो दोस्तो को भी जानु केह के बुलाते है.

Ho judai ka sab kuch bhai magar

Ho judai ka sab kuch bhai magar,
hum usse apni khata kehte he,
wo to sanso me dhali he mere,
jane kyu log usse mujse judaa kehte he?

Uss gulab se pucho ki dard kya hota he

Uss gulab se pucho ki dard kya hota he,
deta he pegame mohabbat ke khud
kanto ki chubhan me rehta he!!

pyar...agar Aapke pass he to Aapko

pyar...agar Aapke pass he to Aapko
aur kisi chizz ki zarurat nahi he,
aur agar Aapke pass nahi he to baki
sab kuch hone...ke bhi Aapke liye koi
mayne nahi he.

Tere chehre me mera noor hoga

Tere chehre me mera noor hoga
fir tu na kabhi mujse door hoga
us pal...jis pal teri maang me
mere naam ka sindoor hoga
i love u..

Kisi ki yaado me rone se

Kisi ki yaado me rone se
dil ka dard kam nahi ho jata
pyar to takdir me likha hota he
tadap ne se koi apna nai ban jata.

Simat gai teri tufano si mohabbat

Simat gai teri tufano si mohabbat
jab tune kaha pyar to he
magar kisi aur se.


Mehboob ki galiyo ki har ek chizz me

Mehboob ki galiyo ki har ek chizz me
hame mehboob dikhai deti he.

Wednesday, 24 June 2015

Apni bahon mein mujhe bikhar jane do

Apni bahon mein mujhe bikhar jane do.
Saanso se apni mujhe mehak jane do.
Dil bechain hai kabse iss pyar ke liye.
Aaj to sine mein apne mujhe uter jane do.

Mat soch ki me tuje bhula nahi sakta


Mat soch ki me tuje bhula nahi sakta
teri yaado ke panne me jala nahi sakta
kashmkash ye he ki khud ko marna hoga
Aur apne sukun ki khatir,tuje rula nahi sakta.

ना चपा ना पारो

ना चपा ना पारो अपना तो एक ह उसूल है हर लडकी पे लाऐन मारो.

उसके सामने सिगरेट पितो

उसके सामने सिगरेट पितो उसने कातिलाना सवाल पृछ लिया कया इसकी तलब मेरे होठो से ज्यादा है

अपनी बेबसी कै से बता एँ यारो

अपनी बेबसी कै से बता एँ यारो ज्या दा हँसभी ले तो भी माँ बोलती  है
 हरामखेर आज किस छोरी को नम्बर दे आया.

ना शौक दीदार का… ना फिक्र जुदाई की

ना शौक दीदार का… ना फिक्र जुदाई की,
बड़े खुश नसीब हैँ वो लोग जो…मोहब्बत नहीँ करतेँ

अच्छा लगता हैं तेरा नाम मेरे नाम के साथ

अच्छा लगता हैं तेरा नाम मेरे नाम के साथ,
जैसे कोई खूबसूरत सुबह जुड़ी हो, किसी हसीन शाम के साथ ! -

लड़कियो को HOT बोल बोल ke

लड़कियो को HOT बोल बोल ke
बेमतलब सूर्य देवता से पंगा ले
लिया अब वो पूछ रहे है
कि अब बता HOT कौन ???

Jis Hospital ke Hum Doctor hain

Jis Hospital ke Hum Doctor hain,
Humari Patni Waha ki Nurse hain
Kya ajeeb julm sahna padta hain
Apni hi Biwi ko Sister kehna padta he.

Dard To Dard Hota Hain

ज़ख़्म दे कर ना पूछा करो, दर्द की शिद्दत,
दर्द तो दर्द होता हैं, थोड़ा क्या, ज्यादा क्या !!

महोब्बत रहे न रहे स्कूल की बेच

महोब्बत रहे न रहे स्कूल की बेच
पर मेरा ओर तेरा नाम आज भी है

दोस्तो के लिये

दोस्तो के लिये hum भेर मंडप से Ladki तो कया uske बाप को भी उठा लेते इसलिये दुश्मन भी कहते है ~~ काश हम भी # Tere friends List मे HOTE

Everybody Says

Everybody Says,
"I LOVE YOU"
Is The Best Sentence In The Whole World.
But
I Believe That
"I LOVE YOU TOO"
Is The Best.
Because
Many Gets To Hear The First One But Only Few Gets To Hear The Second One..!

Hamari Ada Tou Sada Muskurane Ki Thii

Hamari Ada Tou Sada Muskurane Ki Thii...!!
Zindagi Veeran Ho Gaii Ksi Se Dil Lagane Ke Baad...!!

Meri Qismat Ke Tujhe Aa Na Saka Yaad Kabhi

Meri Qismat Ke Tujhe Aa Na Saka Yaad Kabhi...
Teri Khatir To Bohut Log Bhulaye The Main Ne.

Woh Kisi Ki Khaatir Muje Bhool Bhi Gaye Toh Koi Baat Nah

Woh Kisi Ki Khaatir Muje Bhool Bhi Gaye Toh Koi Baat Nahi,
Main Bhi Toh Bhool Gaya Tha Sara Zamana Us Ki Khaatir.

महफील भी रोयेगी हर दिल भी रोयेगा

महफील भी रोयेगी, हर दिल भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कस्ती तो साहील भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातील भी रोयेगा……!!

Some love one


Zindagi yun gale Aa lagi hai


Suna he pyar karne vale Aajib hote he

Suna he pyar karne vale Aajib hote he
khushi ke badle gam nasib hote he
mere dost mohabat na karna kabhi
kyoki pyar karne vale bade badnasib hote he..

मोहब्बत दिलों को आवारा बना देती है

मोहब्बत दिलों को आवारा बना देती है ,
गर्दिश में रहने वालो को सितारा बना देती है !
ये अपनी हद में रहे तो ठीक वरना ,
किसी को वीर तो किसी को जारा बना देती है !!

ख़ुदा ने लिखा ही नहीं तुझको मेरी क़िस्मत में शायद

ख़ुदा ने लिखा ही नहीं तुझको मेरी क़िस्मत में शायद,
वरना खोया तो बहोत कुछ था एक तुझे पाने के लिए !

Ek Gujarish Hai Tujhse Zara Tham Ke Barasna

Ek Gujarish Hai Tujhse Zara Tham Ke Barasna,
Aa Jaaye Jab Mera Mehboob To Phir Jamm Ke Barasna,
Yun Pehle na Barasna Ki Wo Aa na Sakey,
Aa Jaaye Mere Pass To Itna Barasna Ki Wo Ja Na Sakey…

Kisi ke dard ki davaa bano

Kisi ke dard ki davaa bano
zakhm to har insan deta he.

Tuesday, 23 June 2015

Kitna hasin chand sa chehra hai

Kitna hasin chand sa chehra hai
Uspe shabab ka rang gehra hai
Khuda ko yakin nhi tha wafa pe
Tabhi to ek chand pe hazaro taro ke pehra hai.

wo umar bhar toh sath nibha na saka mera yaaro

wo umar bhar toh sath nibha na saka mera yaaro
haa yaad ban kar usne muje kabhi tanha nahi chhoda.

एक बार और देख के आज़ाद कर दे मुझे

एक बार और देख के आज़ाद कर दे मुझे,
में आज भी तेरी पहली नज़र के कैद में हूँ

Har Roz Koi Khuwaab Toot Jaata Hai

Har Roz Koi Khuwaab Toot Jaata Hai
Har Roz Koi Apna Rooth Jaata Hai,
Na Jany Meri Qismat Main Kya Hai
Jisay Mein Yaad Karon Wohi Mujhe Bhool Jata ..!

Kiss me

Kiss me
like u would savor
a cup of hot chocolate
on a rainy morning.
kiss me like a fire
would raze a forest
to the ground.

A ishq zara sun,ek bat bata mujko

A ishq zara sun,ek bat bata mujko...
kya sabko Aazamate ho ya mujse dushmani he.

Rishte bante rahe,itna hi bahut he


Rishte bante rahe,itna hi bahut he
sab haste rahe itna hi bahut he
har koi har vakht,sath nahi reh sakta
yaad ek dusre ko karte rahe
....itna hi bahut he

Meri koshish hamesha nakam rahi

Meri koshish hamesha nakam rahi
pehle tuje pani ki Aab
tuje bhulane ki....

Nazar chahti he didar karna


Monday, 22 June 2015

Ek chhoote se sawal par

Ek chhoote se sawal par
Itni khamoshi….?????
Bas itna hi toh puchha tha-
“Kabhi wafaa ki h kisi se…” ??

Pehli mohabbat thi meri hum jaan na sake

Pehli mohabbat thi meri hum jaan na sake
Pyar kya hota hain wo pehchan na sake,
Humne unhe dil me basaya hai iss kadar ki,
Jab bhi chaha dil se hum usse nikal na sake...

Positive Myself Quotes in Hindi about People

मैं अपनी ‘ज़िंदगी’ मे हर किसी को
‘अहमियत’ देता हूँ, क्योंकि
जो ‘अच्छे’ होंगे वो ‘साथ’ देंगे…
और जो ‘बुरे’ होंगे वो ‘सबक’ देंगे…!!

Real Facts of Life Quotes in Hindi Language

सड़क कितनी भी साफ हो
“धुल” तो हो ही जाती है..!!

इंसान कितना भी अच्छा हो
“भूल” तो हो ही जाती है !!!

Humsafar bahut hai magar farq sirf itna hai

Humsafar bahut hai magar farq sirf itna hai,
Koi saath deta hai to koi chhod deta hai.

वो खुद पर गरूर करते है, तो इसमें हैरत की कोई बात नहीं

वो खुद पर गरूर करते है, तो इसमें हैरत की कोई बात नहीं,
जिन्हें हम चाहते है, वो आम हो ही नहीं सकते !!

Best Long Distance Relationship Quotes Sms

वक़्त की हो धूप या तेज़ हो आँधियाँ,
कुछ क़दमों के निशाँ कभी नहीं खोते,
जिन्हें याद करके मुस्कुरा दें ये आँखें,
वो लोग दूर होकर भी दूर नहीं होते..!!

Honey Singh Funny Sms in Hindi

Kisi k pass
yo yo honey singh
ka number hai kya


Wo kehta rehta tha
pass kara du,
phone ghuma du

..
..
..
Exams sar pe hai
No. jaruri hain yaar

Funny Sms For Boys on Girls Smile

कौन ‘कमबख्त’ कहता है, लड़के सोचते कम हैं
.
.
.
.
.
.
.
.

लड़की एक बार मुस्करा कर तो देखे
शेरवानी के रंग से लेकर बच्चों तक के नाम सोच लेते
हैं।

Funny Comedy Message on Boys

Ek dukhi girlfriend ne,
Apne boyfrnd ke liye Shayari likhi…..
.
.
.

Phoolo ka raja,
Baharo ka shahzada..
Phoolo ka raja baharo ka shahzada
.
.

Dil todh kar chala gaya..
KUTTA KAMINA HARAMZADA

Cute Funny Love Status for Girlfriend

मैं भी तेरे ईश्क में आतंकवादी बन जाऊं,
तुझे बांहो में ले के बम से उड़ जाऊ

Jab mehfil me bhi tanhai pas ho

Jab mehfil me bhi tanhai pas ho
roshni me bhi andhere ka ehsas ho
tab kisi ki yaad me muskura do
shayad wo bhi aap ke intzaar me udaas ho.

Uske bin chup- chup rehna acha lagta hai

"Uske bin chup- chup rehna acha lagta hai..
khamoshi se ek dard ko sehna acha lagta hai..
jis hasti ki yad mai aansyu bahate rahe...
samne uske kuch na kehna acha lagta hai..."

Pyar Zindgi Ka Woh khubsurat Waqt Hota Hai

Pyar Zindgi Ka Woh khubsurat Waqt Hota Hai...
Jiske
Har Lamhe Ki Kimat,Hum Ansuon Se Chukatey Hain..

Hansi Ko Apni Sun Ke Ek Baar Mai Bhi Chauk Uthi

Hansi Ko Apni Sun Ke Ek Baar Mai Bhi Chauk Uthi
Ye Mujh Me Dukh Chupane Ka Kamaal Kaha Se Aa Gaya.

Ishq ka zehar to hum dono ne peeya tha

Ishq ka zehar to hum dono ne peeya tha ,
Farak bas itna raha ki tujhe zindagi mili or mujhe mout..

har roj tujse milne ki duaa karenge

har roj tujse milne ki duaa karenge
teri Aarzoo me hasti fanna karenge
tu chahe daman bacha le hamse
hum marte dum tak tujse wafa karenge.

Ishq me koi dil tod jata he

Ishq me koi dil tod jata he
dosti me koi bharosa tod jata he
zindagi to koi gulab se sikhe
jo khud tut kar bhi do dilo ko jod jata he.

Muje jeene ki umeed dobara dey do

Muje jeene ki umeed dobara dey do
meri doobti kashti ko kinara dey do
main dard k sahil pe tanha khari hu
phir Aa k apni baahon ka sahara dey do.

Dil ye hamara bekrar ho raha he

Dil ye hamara bekrar ho raha he
lagta he hame Aapse pyar ho raha he
Aap Aa jaye yaha jaldi se
Aapka besabri se intazaar ho raha he.

Meri subah ko tum roshani dedo

Meri subah ko tum roshani dedo
mari shamo ko tum chandni dedo
mangti hu tumse me apni zindagi
bus apne kadmo me muje panah dedo...

Majburi mein jab koi juda hota hai

Majburi mein jab koi juda hota hai,
Zaruri nahi ke wo bewafa hota hai.
De kar wo aapki aankho me aansu,
Akele me aapse bhi zyada rota hai.

Sard mausam ka maza kitna alag sa hai

Sard mausam ka maza kitna alag sa hai,
Tanha raat mein intazaar kitna alag sa hain,
Thand bani naqab, aur chupa lia sitaron ko,
Unki tanhaai ka ab ehsas kitna alag sa hai..!

इश्क़ में कोई खोज नहीं होती

इश्क़ में कोई खोज नहीं होती,
यह हर किसी से हर रोज नहीं होती,
अपनी जिंदगी में हमारी मौजूदगी को बेवजह मत समझना,
क्योंकि पलके कभी आँखों पर बोझ नहीं होती..!!

Kuch is tarah se tune


Kaise kahu ki apna bana lo mujhe

Kaise kahu ki apna bana lo mujhe
Bahoo me apni saama lo mujhe
Aaj himmat kar ke kehta hu ki
Me tumhara hu ab

tum hi sambhalo mujhe…

दूर दूर रह कर भी हम कितने करीब हैं

दूर दूर रह कर भी हम कितने करीब हैं,
हमारा रिश्ता भी जाने कितना अजीब है,