Monday, 22 June 2015

Kaise kahu ki apna bana lo mujhe

Kaise kahu ki apna bana lo mujhe
Bahoo me apni saama lo mujhe
Aaj himmat kar ke kehta hu ki
Me tumhara hu ab

tum hi sambhalo mujhe…