Sunday, 28 June 2015

Na jane kyu har shaam udaas si ho gayi hai

Na jane kyu har shaam udaas si ho gayi hai
bahar me bhi meri zindagi veeran si ho gayi hai
jis pal se maine jeene ki khawahish chhod di hai
Us pal se maut bhi mujse naraz si ho gayi hai.