Monday, 22 June 2015

Ishq me koi dil tod jata he

Ishq me koi dil tod jata he
dosti me koi bharosa tod jata he
zindagi to koi gulab se sikhe
jo khud tut kar bhi do dilo ko jod jata he.