Muje jeene ki umeed dobara dey do
meri doobti kashti ko kinara dey do
main dard k sahil pe tanha khari hu
phir Aa k apni baahon ka sahara dey do.
meri doobti kashti ko kinara dey do
main dard k sahil pe tanha khari hu
phir Aa k apni baahon ka sahara dey do.