Thursday, 25 June 2015

Woh chali gayi mujhe tanha chhod kar

Woh chali gayi mujhe tanha chhod kar.
Raahon Main Nishaa Apna Chhod Kar.
Maine un Raahon Pe Zindagi Gujaar Di..
Woh Laut Kar Aayenge Ye Sochkar..
Hum Kehte Rahe Ki Dil Sheeshe Ka Hai.
Woh Chali Gayi Pathron Se Todkar......