Wednesday, 24 June 2015

Mat soch ki me tuje bhula nahi sakta


Mat soch ki me tuje bhula nahi sakta
teri yaado ke panne me jala nahi sakta
kashmkash ye he ki khud ko marna hoga
Aur apne sukun ki khatir,tuje rula nahi sakta.