Thursday, 14 April 2016

Tere chale jane ke bad dard mein doob gaye hum

Tere chale jane ke bad dard mein doob gaye hum,
Tanha ho gaye or khud se ruth gaye hum,
Haal kuch aisaa ho gaya Judai mein
Ki andar hi andar toot gaye hum.