Tuesday, 13 September 2016

Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi


Kabhi Usko Bhi Meri Yaad Sataati Hogi,
Apni Aankhon Mei Mere Khawab Woh Bhi Sajaati Hogi,
Woh Jo Har Waqt Khayaalon Me Basi Rehti He,
Kabhi To Woh Meri Bhi Yadon Me Kho Jaati Hogi…