Saturday, 30 July 2016

Jahan yaad na aaye teri

Jahan yaad na aaye teri,
woh tanhaai kis kaam ki
bigde rishte na bane,
to khudaai kis naam ki
beshak apni manzil tak jana hai hamein,
lekin jahaan se apne na dikhein,
woh oonchaai kis kaam ki.