Thursday, 21 July 2016

Khafa Bhi Rehte Hain Aur Wafa Bhi Karte Hain

Khafa Bhi Rehte Hain Aur Wafa Bhi Karte Hain,

Iss Tarah Woh Apne Pyaar Ko Bayaan Bhi Karte Hain,

Jaane Kaisi Naraajgi Hai Unko Humse,

Pana Bhi Nahin Chahte Aur Khone Se Bhi Darte Hain.