Thursday, 21 July 2016

Meri Rooh Mein Na Samati To Bhool Jata Tumhe

Meri Rooh Mein Na Samati To Bhool Jata Tumhe,

Tum Itna Paas Na Aati To Bhool Jata Tumhe,

Yeh Kehte Hue Mera Talluq Nahi Tumse Koi,

Aankhon Mein Aansu Na Aate To Bhool Jata Tumhe