Thursday, 21 July 2016

Dil Ki Dehlij Par Dastak Ab Na De

Dil Ki Dehlij Par Dastak Ab Na De,

Koi Naya Zakhm Naya Fareb Ab Na De,

Bawafa The To Kyon Gaye The Ruth Ke,

Tu Bewafa Hai Wafa Ka Bharam Ab Na De.