Friday, 18 March 2016

Aapke deedar ko nikal aaye hain taare

Aapke deedar ko nikal aaye hain taare,
Aapki khushboo se chha gayi hain baharein,
Aapke saath dikhte hai kuch aise nazare,
Ki chhup chhup ke chand bhi bas aaphi ko nihare..