Tuesday, 22 March 2016

Bhoolna tumhein na asaan hoga

Bhoolna tumhein na asaan hoga,
Jo bhule tumhein woh nadan hoga.
Aap to baste ho rooh mein hamari,
Aap hamein na bhule ye apka ehsan hoga.