Friday, 18 March 2016

Hatheli par rakhkar nasib apna

Hatheli par rakhkar nasib apna,
Kyun har shakhsh mukaddar dundhta hai,
Ajeeb fitrat hai us samundar ki,
Jo takrane ke liye patthar dundhta hai.