Shayari World
All type shayari
Friday, 18 March 2016
Khud me hum kuch is tarah kho jate hai
Khud me hum kuch is tarah kho jate hai,
Biti hui yadon ko lekar ro jate hai,
Nind nahi aati raton me par,
Unko khwab me dekhne ke liye so jate hai.
Newer Post
Older Post
Home