Monday, 21 March 2016

Meri Har Nazar Me Basa Hai Tu

Meri Har Nazar Me Basa Hai Tu,
Mere Har Qalam Pe Likha Hai Tu,
Tujhe Soch Lun To Ghazal Meri,
Na Likh Sakun To Khayal Hai.