Friday, 17 June 2016

Aap ko khone ka har pal dar lagta rehta he

Aap ko khone ka har pal dar lagta rehta he,
jab ki Aapko paya hi nahi,
tum bin itna tanha hu me ki,
mere saath mera saaya bhi nahi.