Monday, 20 June 2016

Kyun aapki khamoshi mujhe khamosh kar jati hai

Kyun aapki khamoshi mujhe khamosh kar jati hai,
Kyun aapki udasi mujhe udash kar jati hai,
Kya rishta hai mera aur aapka,
Jo har pal aapki yaad aa jati hai.