Saturday, 18 June 2016

Log kehte he tum kyun apni

Log kehte he tum kyun apni mohabbat ka izhaar unse nahi karte?
maine kaha jo lafzo me bayan ho jaye,
sirf utna pyar hum unse nahi karte.