Friday, 17 June 2016

Roj sochta hun Aaj unse izhar kar denge

Roj sochta hun Aaj unse izhar kar denge,
magar dar lagta he ki wo inkar kar denge,
roj dil kehta he kehde dil ki baat,
magar hume lagta ge wo sare Aam badnaam kar denge.