Thursday, 16 June 2016

Sukun milta he jab unse baat hoti he

Sukun milta he jab unse baat hoti he
hazar raaton me wo ek raat hoti he
nigah uthakar jab dekhte he wo meri taraf
mere liye wohi pal poori kaaynat hoti he.