Sunday, 12 June 2016

Wo keh gaye mera intezar mat karna

Wo keh gaye mera intezar mat karna,
me kahu to bhi mera Aitbar mat karna,
ye bhi kaha unhe pyar nahi mujse,
aur ye bhi keh gaye kisi aur se pyar mat karna.