Saturday, 11 June 2016

Woh kya jane pyar ki keemat kya hoti he

Woh kya jane pyar ki keemat kya  hoti he,
jab nahi milta pyar to Aankhe kitna roti he,
kabhi na kabhi to woh bhi kisi se dil lagayegi,
karegi vo bewafai to meri wafa ki yaad Aayegi...