Monday, 22 August 2016

Aarju ye nahi ki gam ka toofan tal jaye


Aarju ye nahi ki gam ka toofan tal jaye,
Fikar to ye hai aapka dil na badal jaye,
Kbhi mujhko agar bhulana chaho to,
Dard itna dena ki mera dam nikal jaye.