Wednesday, 3 August 2016

Dil ka dard palkon ke kinare me kaid he

Dil ka dard palkon ke kinare me kaid he,
ehsaas unka hawa ke isharon me kaid he,
unhe bhulaye bhi to kaise,
jinhe pane ki Aarzoo tute taro me kaid he...