Friday, 19 August 2016

Jeene ki khwahish me har roz marte hain


Jeene ki khwahish me har roz marte hain,
Wo aaye na aaye hum "intezar" karte hain,
Jhutha hi sahi mere yaar ka waada,
Hum aaj bhi sach maankar unpar etbaar karte hain.