Wednesday, 3 August 2016

Mohabaat ki kashti me sawar the hum

Mohabaat ki kashti me sawar the hum,
socha tha pahunch jayege chahat ke gaun me,
dubne lage to hosh Aaya,
hum to baithe hi the kagaz ki naav me...