Wednesday, 8 June 2016

Aaina humne tod diya is khayal se

Aaina humne tod diya is khayal se,
ki shayad humari takdir badal jayegi,
hame kya pata tha ke tute hua Aaine ke har tukde
me fir wahi taswir nazar Aayegi.