Saturday, 11 June 2016

Bin tere shehar ka shehar viraan rehta he

Bin tere shehar ka shehar viraan rehta he,
bichad ke tujse har rasta sunsan rehta he,
woh tuje tuj se zyaada pyar karta he jo,
tere samne aksar anjaan rehta he...